kash main ik tara hoti
kash main ik tara hoti
tara angan thra karte
rat ko jab to chat pa ata
tuj se dil ki batian krte

kash main ik badli hoti
tara angn brsa krte
shok se jab to bhar ata
tara tan ko choma karte

kash main ik anso hoti
nan knval main trha krte
dukh se jab tu gbhra jata
tara gal ka bosa late

kash main ik mala hoti
tara gla main utra krte
tu jab dukh ki rah par chlta
tare rah main bekrha krte

kash main ik spna hoti
neend main tare utra krte
tara hath paker k jana
vadevade goma krte

kash kabe sach spna hota
kash to mara apna hota
kash kabe main tare hota
or us pal kash tum sirf mara hota

Design By: Adnan Ijaz
Visitors
    ¯
@dn@n ij@z........
Thanks for visiting my web site.          Adnan Ijaz